Monday, January 28, 2008
Shri Krushna Chandra Krupalu Bhajaman - Stuti
Shri Krushna Chandra krupalu bhajamana, nand nandan sundaram;
Asharan sharan bhav bhay haran, aanand dhan radha varam |
Sir mor mukut vichatra manimay, makar kundal dharinam;
mukh Chandra dhviti, nakh Chandra dhviti, pushpit nikunj viharinam |
muskani muni man mohini, chitvan chapal vapu natvaram;
ban mal lalita kapol mridu, adharan madhur murali dharan |
vrishbhanu nandini vaamdishi, shobhit subhag sinhasanam;
lalitadi sakhi jin sevahi, kari chanvar chatr upasanam ||
Kaan Khol Kar Baat, Meri Sun Le Piya
Mein to Vrindavan jaaungi (2)
Saavare se preet, meri hogayi re piya, meri hogayi re piya
Mein to Vrindavan jaaungi (2)
Adosan bhi jaaye, padosan bhi jaaye (2)
Lalita bhi jaaye, Vishakha bhi jaaye (2)
Mein kaise reh jaao re piya, reh jaao re piya,
Mein to Vrindavan jaaongi
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya...
Mein to Vrindavan jaaongi
Mathe pe mor mukut vaake sohe,
Thari bansi, mero ban mohe …(2)
Kaano mein kundal sohe re piya, ha sohe re piya,
Mein to Vrindavan jaaongi….
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaongi…
Paav mein (bake) ke nupur bhi baaje
Gale mein motiyan ki maala biraje,…(2)
Haatho mein murali sohe re piya, ha sohe re piya
Mein to Darshan karne jaaongi..
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaongi
Tera Kisne Kiya Shringar Savare
Tera kisne kiya shringar Savare,
Dulha sa lage hai dildar Savare, (2)
Mastak par ( ________ ) chandan kesar tilak lagaya,
Mor mukut maathe par kundal, itr bahut barsaya….(2)
(Ho) Mehakta rahe ye darbar Savare… (2)
Tera kisne kiya, shringar Savare
Baago se kaliya chun chun kar sundar har banaya,
Rahe salamat haath sada ho jisne tume sajaya,
Sajaaata rahe wo har bar saavare, (2)
Tera kisne kiya, shringar saavare
Bol Kanhaiya bol tujhe mein kaun sa bhajan sunao,
Aisa koi raag batade, tu nache mein gaao, (2)
Nachata rahu mein har bar saavare….(2)
Tera kisne kiya shringar saavare.
Sunday, January 27, 2008
Jay Jay Dev Hare
kalit lalit van maal,
Jay jay dev hare....
tin mani mandala mandana bhav khandanaye
muni jana manas hans
jay jay dev hare
kaaliya vishadhar ganjana jana ranjanaye
yadukalu nalin dinesh,
jay jay dev hare
madhumur narak vinashana garudasanaye
sur kul kali nidan
jay jay dev hare
amala kamal chal lochana bhav lochanaye
tribhuvan bhavan nidhan
jay jay dev
chalak suta put bhushana jit dushanaye
samar sameet dash kanth
jay jay dev hare
abhinav jal dar sundar dhrut mandaraye
shri mukh chandra chakor
jay jay dev hare
tav charane pranatavayam iti bhavayaye
ku kushalam pranateshu
jay jay dev hare
shree jaya devavaye ridum kurute mudayam
mangal manjul geet
jay jay dev hare
Saturday, January 26, 2008
Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet ke Duniya Kya Jaane
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jaane (2)
Mujhe mil gaya…(pause)
Ho mujhe mil gaya
Man ka meet ke duniya kya jaane……mujhe lagi shyam sang preet….
Jab se hain odhi shyam chunariya (2)
Log kahe mein bhayi bavariya (2)
Ye kaisi…
Ye kaisi pagal preet ke duniya kya jaane….
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane.
Baandhi prem ki dor Shyam se (2)
Naata toda maine jag se (2)
Main gaao…
Main gaao khushi se geet ke duniya kya jaane..
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane
Shyam se aisi prĂȘt lagayi (2)
Lok laaj bhi sab bisrayi (2)
Ho ab gunj udha sangeet ke duniya kya jaane..
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane
Bhul gayi mein aana jaana (2)
Jag sara laage begana (2)
Meine chodi jag ki reet ke duniya kya jaane….
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane…
Ab to keval Shyam ko paana (2)
Ruth jaaye to unhe manana (2)
Ab hogi……..(long pause)
Ho ab hogi…..(long pause)
Ho ab hogi pyaar ki jeet ke duniya kya jaane…
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane.
Friday, January 18, 2008
Jaha Satsang Hota Hai Waha Par Nitya Jao Tum
(Sur: Baharo phool barsao, mera mehboob aaya hain)
Jaha satsang hota hai,
waha par nitya jao tum (2)
hume fursat nahi hai, yah kehkar mauka mat gavao tum,
waha par nitya jao tum
Jaha satsang hota hai……
Arre satsang karne kin a koi umr hoti hain
Amar yah deep hain jiski bujhti na jyot hoti hain
Isi satsang saagar mein, sada ghote lagao tum,
Waha par nitya jao tum..
Jaha satsang hota hai……
Thursday, January 17, 2008
koi mere ankhon me dekhe to samjhe
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
koi mere ankhon me dekhe to samjhe,ki tum mere kya ho.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
Bohat raate beeti par satguru na aye,pal pal beethe par simran na aye.
Mujhe ho sakee to tum maaf karna,main hu satguru, maan ka mara.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
jidher dektha hoo nazar tum hi aye,jahan pe be jaoo tum hi saat aye,
meri is paagal maan ko ,tum raah dikhana,ho saake to mujko,tum hi se milana.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
koi mere ankhon me dekhe to samjhe,ki tum mere kya ho.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
duniya jooti,rishthey bhi joote,lekin o Sai mere tum ho saache,
Mujhe is maya see tume he chudana,deeno ke dayal banke, mujhe apnana.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
koi mere ankhon me dekhe to samjhe,ki tum mere kya ho.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
Wednesday, January 16, 2008
Maine Mehndi Rachaayi Re Krushna Naam Ki
Meri chudi mein Krushna, meri chunari mein Krushna (2)
Meri saanso mein Krushna, meri aankhon mein Krushna…..(2)
Maine
Maine
Meri
Meine dhoom machayi re, Krushna Naam ki….