Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaungi (2)
Saavare se preet, meri hogayi re piya, meri hogayi re piya
Mein to Vrindavan jaaungi (2)
Adosan bhi jaaye, padosan bhi jaaye (2)
Lalita bhi jaaye, Vishakha bhi jaaye (2)
Mein kaise reh jaao re piya, reh jaao re piya,
Mein to Vrindavan jaaongi
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya...
Mein to Vrindavan jaaongi
Mathe pe mor mukut vaake sohe,
Thari bansi, mero ban mohe …(2)
Kaano mein kundal sohe re piya, ha sohe re piya,
Mein to Vrindavan jaaongi….
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaongi…
Paav mein (bake) ke nupur bhi baaje
Gale mein motiyan ki maala biraje,…(2)
Haatho mein murali sohe re piya, ha sohe re piya
Mein to Darshan karne jaaongi..
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaongi
Monday, January 28, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment