Saturday, August 23, 2008

SHREE KRUSHNA CHALISA...

Bansi shobhit kar madhur neel jalaj tanu Shyam,
arun adhar janu bimbfal nayan kamal abhiraam |
purna indu arvind mukh pitambar suchi saaj,
jai Manmohan Madan chabi Krushnchandra Maharaj |

Jai jai jai Yadunandan jag vandan,
jai Vasudev Devkinandan ||

jai Yashoda sut Nand dulare,
jai prabhu bhaktan ke rakhvale ||

jai natnagar nath nathiya,
Krushn Kanhaiya dhenu charaiya ||

puni nakh per Prabhu Girivardharo,
aavo deenan kasht nivaro||

bansi madhur adhar dhari tero,
hove purna manorath mero ||

aavo Hari puni makhan khao,
aaj laaj bhaktan ki rakho ||

gol kapol chibuk arunare,
mradu muskan mohini daare ||

rajit rajiv nayan vishala,
mor mukut vayjayanti mala ||

kundal shrvan peet pat aache
kati kinkani kaachni kache ||

neel jalaj sunder tan sohe,
chavi lakhi sur-nar muni man mohe ||

mastak tilak alak gunghurale,
aavo Shyam Bansuri vale ||

kari paypaan putnahi taryo,
Agha, Baka,Kagasur maryo ||

Madhuban jalat agani jub jwala,
bhaye sheetal lakhat he Nanadlala ||

jab Surpati Braj chadhi risaayi,
musaldhar baari barsaii ||

lakhat lakhat Braj chahat bahayo,
Govardhan nakh dhari bachayo ||

lakhi Yashoda bhram adhikaayi,
mukh mah chaudh bhuvan dikhaii ||

dusht Kans ati udham machayo,
koti kamal kah phool magayo ||

nathi Kaliya ko tum linho,
charan chinh de nirbhay kinho ||

kari gopin sang raas vilaasa,
sabki puri kari abhilasha ||

agnit maha asur sanghaaryo,
Kans ki kesh pakad ke maryo ||

maat pita ko bandi chudayo,
Ugrasen kah raaj dilayo ||

Mahi se mrutak chayo sut layo,
Matu Devki shok mitayo ||

Narkasur mur khal sanghari,
laye shandas sahas kumari ||

dayi Bheem trin cheer ishara,
Jarasangh rakshas kah mara ||

Asur Bakasur adik maryo,
nij bhaktan kar kusht nivaryo ||

Deen Sudama ke dukh taryo,
tandul teen muthi mukh daryo ||

Duryodhan ke tyagyo meva,
kiyo Vidur ghar shaak kaleva ||

Lakhi prem tuhi mahima bhaari,
naumi Shyam deenan hitkari ||

Bharat me parath rath hanke,
liye Chakrkar nahi bal thake ||

nij Gita ke gyan sunaye,
bhaktan hruday sudha sarsaye ||

bhai Meera aesi matvari,
pee gayi vish baja kar tali ||

Rana bheja saap pitari,
Shaligram bane Banvari ||

Nijmaya tum bidhi he dikhayo,
ur ke shanshay sakal mitayo ||

Tav shat ninda kari tatkala,
Jeevan mukt bhayo Shishupala ||

Jub he Draupadi ter lagaii,
Deenanath laaj ab jayii ||

turat he basan bane Nanadlala ,
badhe cheer bhaye Arimukh kala ||

Us Anant ke nath Kanhaiya,
doobat bhavar bachavahi naiya ||

sunder daas baas Durvasa,
karat vinay prabhu purahu asha ||

NATH SAKAL UR KUMATI NIVARO,
KSHAMO BEGI APRADH HAMARO ||

kholo pat ab darshan deejo,
bolo Krushna Kanhaiya ki jai ||

bolo Krushna Kanhaiya ki jai,
bolo Krushna Kanhaiya ki jai ||

Krushnachandra ke naam se hot prafullit gaat,
tan ghatak paatak tarat rog door hoi jaat |
yah chaleesa Krushna ka path kare ur dhaari,
asht siddhi nav nidhi fal lahe padarath chari ||

Badhaii..... Badhaii....Badhaii..

Aaj baato re badhaii,
Pargat bhaye Yaduraii..
Nandbaba- Yashomati harkhaii..
Aaj pragat bhaye Krushna Kanhaii..
Krushna janam ki samast vishv ke vishnavo ko badhaii hai....badhaii hai.
Nand ghar anand bhayo , jai Kanhaiya Lal ki
Hathi Ghoda palki , jai Kanhaiya Lal ki..

Friday, August 22, 2008

GOPAL MAHRO PAARANIYE JHOOLE RE...

Gopal mahro paaraniye jhoole re,
jhoolave gokul ni naari re.......Gopal mahro ....

Gopal tane ramkda aapu re,
Gopal tane makhan bahu vahalu re,
Gopal mahro bole che kalu kalu, Gopal mahro....

Gopal tane jhanjhardi paherau,re
Ke nana- nana dagla bharau, Gopal mahro....

Gopal tane valma phool nakhu,re
Gopal tane aangadiya ma nachavu, Gopal mahro...

Gopal tane godiye ramadu,re
ke haath ghughara vagadu , Gopal mahro....

Gopal tane makhan bahu vahlu re,
ke pratah samaye aavine jagadu, Gopal mahro...

CHUM CHUM BAAJE GHUNGHARIA

Chum chum baaje ghunghariya, chavi dikhlave Kanha,
Mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye...

Raain andheri chandraswaroopi aa gaye, aa gaye,
Maat Yashoda aur sakhiyan ko bhaa gaye,
kandhe kaali kaamaliya, mukh malkave Kanha,
naach nachate aaye...
mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye..

Sunkar bansi sakhiya sudh- budh kho gayee,
darshan karke mai to paavan ho gayee,
aese pyare Sanvaria bhagya jagate aaye ,
mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye...

Shravan vadi aatham ki raain suhavani,
anand mangal gavae sab gajgamini,
jharmar barse mehuliya, rang udaate aaye,
mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye...

SHREE KRUSHNA AVTAAR.

Bhaye pragat Krupala Deendayala Yashumati ke hitkaari
Harshit mahataari roop nihaari Mohan Madan Murari

Kansasur jana atibhay mana Putna begi pathaii
so man muskaii harshit dhaii gayi jaha Yaduraii

Ehi jaai uthaii, hruday lagaii payodhar mukh me deenhe
tav Krushna Kanhaii man muskai pran taasu har leenhe

Jab Indra risai medh bulaye vashikaran Braj saari
Govan hitkaari muni man haari nukh per girivar dhari

Kansasur maare ati hunkaare Bukasur sanhare
Adhasur aayo bahut darao taakar badan bigade

Ati deen jaani Prabhu Chakrapani tahi denhe nij loka
Bhramhasur gaaye atisukh paye magan hue, gaye shoka

Yeh chand anupa hai ras roopa jo nar yako gave
tehi sum nahi koi tribhuvan mahi manvanchit fal pave

Bhaye pragat Krupala Deendayala Yashumati ke hit kaari
harshit mahtari roop nihari Mohan Madan Murari

Nand Yashoda tap kiyo Mohan so man laye
Das hari tin sukh diyo baal bhav dikhlaye