Sunday, December 14, 2008

SHREEJEE aavo te rang...

Shreejee aavo te rang mane sheedh lagadyo,
bijo chadhto nathi ekey rang Vithalnath,
aavo te rang mane sheedh lagadyo...

Hu to Vraj ma gayee ne maharo man mohyu,2
mahari jaagi puravni preet Vithalnath,
aavo te rang mane sheedh lagadyo...

Mare rehvu ahiyane mel taro thayo,2
have kem kari dahada jaye Vithalnath,
aavo te rang mane sheedh lagadyo...

Rang chatyo to chanti have pooro karo,2
haiyu rehtu nathi have haath Vithalnath,
aavo te rang mane sheedh lagadyo...

Taru mukhdu joyeene maharo man mohyu,2
mara tute che dildana taar Vithalnath,
aavo te rang mane sheedh lagadyo...

Das vaishnav ne asro tamaro,2
have kem kari dahada jaye Vithalnath,
aavo te rang mane sheedh lagadyo...

Jamunajal ma Kesar gholi...

Jamunajal ma Kesar gholi snan karavu Shyamla,
halke hatho ango choli laad ladavu Shyamla,
Jamunajal ma..........

Vastro, ango luchi aapu pilu pitambar Shyamla,
Tel sugandhi nakhi aapu vankaliya tara vaal ma,
Jamunajal ma..........

KumKum kera tilak lagau, trikam tara bhal ma,
albeli ankho ma aanju anjan mahara valma,
Jamunajal ma.........

Hansati jau vate vate, nachi uuthu taal ma,
nazar na lage mahara Shyamsunder ne tapka kari dau gaal ma,
Jamunajal ma..........

Pag ma jhanjhar chum chum baje, kar ma kankan vaalma,
kanthe mala kaan ma kundal, chore chitdu chaal ma,
Jamunajal ma..........

Mormukut mathe pehravi, murli aapu haath ma,
Krushna krupalu nirakhi shobha,salge saari vasna,
Jamunajal ma..........

Wednesday, November 26, 2008

Mila do Shyam se Udho....

Mila do Shyam se Udho
tera gun hum bhi gayenge..

Mukut sir mor pankhan ka,
makar kundal hai kano me
manohar roop Mohan ka ..2
dekh dil ko rijhayenge

Mila do Shyam se Udho
tera gun hum bhi gayenge..

Gokul ko chod Giridhari,
gaye jub se nahi aaye,
charan me sir dhar kar ke,
hum unko manayenge

Mila do Shyam se Udho
tera gun hum bhi gayenge.

Na bhajiya Vaid kya jane.....

Na bhajiya vaid kya jane hume dil ki bimari hai,
na bhaijya vaid kya jane hume dil ki bimari hai..

kabhi kaf rog batlaye kabhi taaseer garmi ki,
jigar ka haal tu mera nahi jane anari hai,
na bhajiya vaid kya jane hume dil ki bimari hai..

sanam ki mohani murat basi dil beech me mere,
na mun me chain hai tun ki khabar saari bisari hai,
na bhajiya vaid kya jane hume dil ki bimari hai..

asar karti nahi koi dava yaha teri prabhu,
bina deedar dilbar ke mite nahi bekarari hai,
na bhajiya vaid kya jane hume dil ki bimari hai..

agar dildar ko mere milave tu kabhi mujhse,
vo brahmanand gun tera karu mai yaadgari hai,
na bhajiya vaid kya jane hume dil ki bimari hai..

Monday, October 20, 2008

GOPI GEET...

In the month of Kartik this Gopi Geet is specially recited inorder to have the Darshan of Shree Krushna...Pujya Bhaiji says if this recitation is done with the samput...ie; suffix - prefix...of "Daiyt dhrushyatam dixutavkas, tvayeedhrutaasvas tvam vichinvate"...

Gopya uchu:

Jayati te adhikam jamna braj:
shryat indira shshvadatra he
daiyt dhrushyatam dixutavkas
tvayee dhrutaasvas tvam vichinvate..

Sharadudashaye sadhujatsat
sarsijodara shrimushadrusha
suratnath te ashulk daasika
varad nighnato neh kim vadh:

Vishjalapyyaad vyalrakshadad
varshmarutad vaidhutanalat
vrushamyatmjaad vishvatobhayad
rushabh te vayam rakshita muhu:

Na khalu gopika nandnobhavan
akhildahinam antaramdruk
vikhansarthito vishvguptaye
sakh udayevan satvatumkule

Virchitabhayam vrushnidhurya te
charanmeyusham sansrterbhayat
karsaroruham kant kamdam
shirasi dehina: shree karagruham

Brajjanartihan veer yoshitam
nijjansm ya dhvansan smit
bhaj sakhe bhavatkinkari sma no
jalruhananam charu darshaya

Pranatdehinam paapkarshanam
truncharanugam shreeniketanam
fanifanarpitam te padambujam
krun kucheshu na krundhi hruchayam

Madhurya gira valguvakyya
budhmanogyya pushkarekshana
vidhikareerima veer muhyateer
dharsidhuna aa pyaayyasva na:

Tav kathamrutam taptjeevanam
kavibhiriditam kalmashapham
shravan mangalam shreemdat tam
bhuvi grunanti te bhurida jana:

Prahasitam priyam premvikshanam
viharanam ch te dhyanmangalam
rahasi samvido ya hrudisprasha:
kuhuk no manah: kshobhiyanti he

Chalasi yad brajaan chcharyan pashun
nalinsundaram nath te padam
shiltrunakuraih sidatiti na:
kalilata: manah: kant gachchati

Dinparikshaye neelkuntalair
vanruhananam vibradavratam
dhanrajasvalam darshayan muhurm
nasi na: smaram veer yachasi

Pranatkamdam padmajarchitam
dharanimandanam dhyeymapadi
charanpankajam shantamam ch
te raman na: staneshvaparyadhihan

Suratvardhanam shoknashnam
svaritvanuna sushtu chumbitam
itarragvismaranam nrunam
vitar veer nasteadharamrutam

Atati yad bhavanheen kananam
trutiryagayate tvampashyatam
kutilkuntalam shreemukham ch te
jad udeekshtam pakshamkrud drusham

Patisutanvayabhratbandhavan
tivildhy teantyachyutagata:
gatividastvodgeetmohita:
kitav yoshita: kastyajenishi

Rahasi samvidam hruchyodayam
prahsitannam premvikshanam
brahudarah: shreeyo vikshya dham te
muhuratispruha muhyate manah:

Brajvanouksam vyaktirang te
vrujinhantralayam vishvamangalam
tyaj manak ch nastavspruhatmanam
svajanhradrujam yannishudanam

yatte sujatcharanamburuham staneshu
bheeta: shanae: priy dadheemahe karksheshu
tenatvimtasee tad vyathate na kimsvit
kurpadibhirbhramati dherbrvadayusham na:

Tuesday, October 7, 2008

Importance of Gauseva

Dear friends, 

  Radhe Radhe! Jai Shree Krushna. Lord Krushna, through his leela, left an example for all to follow - to protect, shelter and infact worship mother cow. In this age of kali, devotees must come forward to continue the good work. While protecting all animals is duty of mankind (atleast not harming them unnecessarily certainly should be), mother cow is one of the most innocent of them, very kind, and bestower of blessings. She gives us the nectar of milk in this material world. While this fact itself should be sufficient for all of us to serve cows, here are more reasons, taken from Tulsi Triveni, which highlight the importance and benefits of serving cows.

  1. One who serves cows can never be poor. 
  2. One who serves cows will never encounter untimely death.
  3. As the fruit of serving cows, one will attain 'Gopal'. 
  4. There is constant happiness, peace and prosperity in the family of one who serves cows. 
  5. After death, only cow helps one cross the Vaitarani* .
  6. The importance of donating a Kapila cow is thousand times more.
  7. Lord Shree Krushna came to be known as 'Gopal ' because he used to serve cows barefoot. 
  8. Donating cows gives peace and salvation to the ancestors. 
  9. The children of one who serves cows do not suffer from illness.
  10. Param Pujya Gurudev served cows walking barefoot on snow in foreign country.
  11. The importance of serving the Guru's cows is thousand times more.
  12. One can attain Goloka through cow donation.

* According to Mahabharata, Vaitarani is a horrible river marking the boundary of Yama's kingdom. In the event that the soul goes to hell, it must cross the river holding onto a cow's tail.

Friday, October 3, 2008

New Video website for Guruji

Hi everyone,

Radhe Radhe,
Jai Shree Krushna

Please check out this site where various videos of Guruji have been posted.
http://www.totalbhakti.com/Kiritbhai%20ji/ OR

www.totalbhakti.com



Radhe Radhe
Jai Shree Krushna

Ek Anokha Bhakt

Jai shree krushna friends,

First of all a very happy navratri 2 u all. v all know the history behind navratri. The most important significance of this festival is Durga devi herself. During these nine nights and ten days, nine forms of Shakti/Devi i.e. female divinity are worshipped in various forms of Mother Mahisasura-mardini with fervor and devotion. So to add more spice to this year’s navratri I’m uploading clips of one such feminine power who is the goddess of bhakti & prem….yes the gopis.

http://www.zshare.net/audio/19887321d8fd04b0/

http://www.zshare.net/audio/1988773142ac29b0/

Please download both the clips as it was abit long so i divided it into 2 parts.
Radhe Radhe.......

Gopiyon ka Prem

Jai shree krushna friends,
Bhakti ki parakashta par ponchi huyi gopi aur unke krushna prem ki ek jhalak

http://www.zshare.net/audio/1988803891e35a05/

Here's the link for the clip.

Thursday, October 2, 2008

JAI JAI MA JAI MA......

Mere maan ke andh tamas me jyotirmayee utaro,
jai jai ma jai ma,jai jai ma jai ma....3

kaha yaha devo ka nandan,
malayachal ka abhinav chandan,
mere ur ke ujade van me karunamayee vicharo,
mere maan ke andh tamas me jyotirmayee utaro,
jai jai ma jai ma,jai jai ma jai ma...3

nahi kahi kuch mujh me sunder,
kajal sa kala ye antar,
prano ke gehre gehvar me,mamtamayee viharo,
mere maan ke andh tamas me jyotirmayee utaro,
jai jai ma jai ma,jai jai ma jai ma...3

Saturday, September 20, 2008

Tu ek baar aaja, Giiri Raaj ki sharan mein

Tu Ek Baar Aaja, Giri Raaj Ki Sharan Mein
Tu Ek Baar Aaja, Giri Raaj Ki Sharan Mein
Giri raj ki sharan mein, Ghanshyaam ki Sharan mein,
Tu ek baar aaja, Giri raaj ki sharan mein...

Sarvasva karde arpan, Giri raaj ki sharan mein,
Jeevan ki dor soaup de, unke hee haath mein...
Fir bhay na kachu hoga, Giri raaj ki sharan mein...
Tu ek baar aaja, Giri raaj ki sharan mein....

Shraddha se sir jhuka ke, Giri raaj ki sharan mein,
Vishwas atal rakhna, Giri raaj ki sharan mein,
Nirmal hriday rahega (2) Giri raaj ki sharan mein
Tu ek baar aaja, Giri raaj ki sharan mein...
Tu ek baar aaja, Giiri raaj ki sharan mein...

Govardhan Dhari Prabhu Giridhari....(2)
Baanke Bihari Prabhu Giridhari.....(2)
Ho Madan Murari Prabhu Giridhari...(2)

High Pitch
Govardhan Dhari Prabhu Giridhari....(2)

Murali Bajayya Prabhu Giridhari...(2)
Ho Raas Rasaiyya Prabhu Giridhari..(2)
Hooo Naache Tathaiyya Prabhu Giridhari...(2)

Bhajo Radhe Govind, Bhajo Radhe Govind....
Bhajo Radhe Govind, Bhajo Radhe Govind....
Bhajo Radhe Govind, Bhajo Radhe Govind....
Bhajo Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radheeee Govinda

Bhajo Radhe Govinda, Bhajo Radhe Govinda..
Bhajo Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Govinda...

Jai Jai Shree Radhe !!!
Jai Jai Shree Radhe !!!
Jai Jai Shree Radhe !!!

Tu ek baar aaja, Giri raaj ki sharan mein...
Tu ek baar aaja, Giri raaj ki sharan mein...
Giri raaj ki sharann mein, giri raaj ki sharan mein.

Baanki Bihari, Krushna Murari

Baanke bihari, Krushna Murari,
meri baari kaha chupe,
darshan dijiyo, sharan mein lijiyo
hum balihari kaha chupe....


aankh micholi, hame na bhaave,
jag maaye ke jaal bichaye
raas rachakar, bansi bajakar
dhenu charakar, preet jagakar,
natwar nagar nisthu(r) chaliya
leela nyaari kaha chupa...
baake bihari .....

sarva vyapak, tum avinashi
jal thal gagan ravi ghatvashi
yog sunana kar, rath ko chalakar
kaha kho gaye, humko lubhakar
govind govind meera gaayi
ganikar thari kaha chupe

Radha Raman Radha Raman Radha Raman Kaho...

Jis desh me jis vesh me jis deh me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis dham me jis kaam me jis naam me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis rang me jis sang me jis dhang me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis rog me jis bhog me jis yog me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis deh me jis geh me jis sneh me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis rag me jis anurag me jis virag me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis maan me jis samman me jis apman me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis dharm me jis karm me jis marm me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis gyan me jis dhyan me jis dhyey me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

jis vrundavan me jis mathura me jis gokul me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

chahe haridwar me chahe hrishikesh me pryaag me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

chahe is lok me chahe parlok me golok me raho
radha raman radha raman radha raman kaho.3

Tuesday, September 16, 2008

Murali Bajake Mohana Kyon Kar Liya Kinara

Murli Bajake Mohana, Kyon Kar liya kinara..
Apno se hain kaisa???
Apno se hain kaisa???Vyavhar tumhara..
Murali Bajake Mohana Kyon Kar Liya Kinara...

Dhunda gali gali mein,
khoja dagar dagar mein...
Man me yahi lagan hain..
Darshan mile tumhare...
Apno se hai kaisa,
vyavhar hain tumhara..
Murali Bajake Mohana Kyon kar liya kinara...

Madhuvan tumhi batao..
Mohan kaha gaya hain
Kaise julas gaya hain...
Komal badan tumhara...
Apno se hai kaisa, vyavhar hain tumhara
Murali Bajake Mohana Kyon Kar Liya Kinara...

Yamuna tum hi bato,
Chaliya kaha gaya hain
Tu bhi chali gayi hain,
Tu bhi chali gayi hain, behti hain neel dhara
Apno se hai kaisa vyavhar hain tumhara..
Murali Bajake Mohana Kyon Kar Liya Kinara...

Duniya kahe diwani, pagal kahe jamana.
Tumko na bhul jaana, humko nahi gavara.
Apno se hai kaisa, vyavhar hai tumhara..
Murali Bajake Mohana Kyon Kar Liya Kinara...

Saturday, September 6, 2008

Mane Meetho Meetho Jamunaji No Paani Laage...

Jai shree krushna...in this Bhajan Bhaiji emphasises- "Yamunaji no Pani" as meetho meetho, not kaaro kaaro...as in the original script..a rajasthani bhajan..



Meethe ras se bharoyodi Radharani laage,Radharani laage,
Mane meetho meetho Jamunaji no paani laage..

Jamnaji to kari kari,Radha gori gori,
Brindaban me dhoom machave Barsane ki chori,
Brajdham Radhaju ki rajdhani laage,rajdhani laage,
Mane meetho meetho Jamunaji ro pani laage...

Kanha nit murli me tere, sumire barambaar,
Kotinh roop dhare Manmohan tau na pave paar,
Roop rang ki chabeeli patrani laage,patrani laage,
Mane meetho meetho Jamunaji ro pani laage...

Na bhave mane makhan mishri , ab na koi meethaii,
Mhari jeebhadiya ne bhave Radha naam malai,
Vrashbhanu ki lali to gud dhani laage, gud dhani laage,
Mane meetho meetho Jamunaji ro pani laage...

Radha Radha naam ratat hai je nar aatho yaam,
Tinki badha door karat hai Radha Radha naam,
Radha naam me safal jindgani laage, jindgani laage,
Mane meetho meetho Jamunaji ro pani laage...

Meethe ras se bharoyodi Radha rani laage, Radha rani laage,
Mane meetho meetho Jamunaji ro pani laage...

SHREEJI SHARNAM....

Mann bhool mat jayio Radharani ke charan,
Radharani ke charan , Maharani ke charan..

Vrashbhanu ki kishori suni gauo se gori,
Preeti jane koi us Radhe ki sharan,
Mann bhool mat jaiyo Radharani ke charan...

Jako Shyam nit here Radhe-Radhe kare fere,
Bansuri me baire baire, mann preeti so varan,
Mann bhool mat jaiyo Radharani ke charan...

Bhakti prem so bhulani yaki leela raskhani,
Mile bheekh man mani koi ave jo sharan,
Mann bhool mat jaiyo Radhe rani ke charan...

O re mann matvare chod duniya ke dware,
Radherani ke sahare saupe jeevan maran,
Mann bhool mat jayio Radharani ke charan...

Friday, September 5, 2008

Bhaj Mann Shree Radhe

Bhaj mann SHREE RADHE, bhaj mann SHREE RADHE,
RADHE RADHE SHREE RADHE, Vrajpati SHREE RADHE..
Gokulesh SHREE RADHE,Chkradhar SHREE RADHE..
Narayan SHREE RADHE,Damodar SHREE RADHE..
Govardhan SHREE RADHE, Jai Jai SHREE RADHE..
Pashupati SHREE RADHE, Nandnandan SHREE RADHE..
Natvar SHREE RADHE, Tirupati SHREE RADHE..
Vanshidhar SHREE RADHE,bhaj mann SHREE RADHE.....

Saturday, August 23, 2008

SHREE KRUSHNA CHALISA...

Bansi shobhit kar madhur neel jalaj tanu Shyam,
arun adhar janu bimbfal nayan kamal abhiraam |
purna indu arvind mukh pitambar suchi saaj,
jai Manmohan Madan chabi Krushnchandra Maharaj |

Jai jai jai Yadunandan jag vandan,
jai Vasudev Devkinandan ||

jai Yashoda sut Nand dulare,
jai prabhu bhaktan ke rakhvale ||

jai natnagar nath nathiya,
Krushn Kanhaiya dhenu charaiya ||

puni nakh per Prabhu Girivardharo,
aavo deenan kasht nivaro||

bansi madhur adhar dhari tero,
hove purna manorath mero ||

aavo Hari puni makhan khao,
aaj laaj bhaktan ki rakho ||

gol kapol chibuk arunare,
mradu muskan mohini daare ||

rajit rajiv nayan vishala,
mor mukut vayjayanti mala ||

kundal shrvan peet pat aache
kati kinkani kaachni kache ||

neel jalaj sunder tan sohe,
chavi lakhi sur-nar muni man mohe ||

mastak tilak alak gunghurale,
aavo Shyam Bansuri vale ||

kari paypaan putnahi taryo,
Agha, Baka,Kagasur maryo ||

Madhuban jalat agani jub jwala,
bhaye sheetal lakhat he Nanadlala ||

jab Surpati Braj chadhi risaayi,
musaldhar baari barsaii ||

lakhat lakhat Braj chahat bahayo,
Govardhan nakh dhari bachayo ||

lakhi Yashoda bhram adhikaayi,
mukh mah chaudh bhuvan dikhaii ||

dusht Kans ati udham machayo,
koti kamal kah phool magayo ||

nathi Kaliya ko tum linho,
charan chinh de nirbhay kinho ||

kari gopin sang raas vilaasa,
sabki puri kari abhilasha ||

agnit maha asur sanghaaryo,
Kans ki kesh pakad ke maryo ||

maat pita ko bandi chudayo,
Ugrasen kah raaj dilayo ||

Mahi se mrutak chayo sut layo,
Matu Devki shok mitayo ||

Narkasur mur khal sanghari,
laye shandas sahas kumari ||

dayi Bheem trin cheer ishara,
Jarasangh rakshas kah mara ||

Asur Bakasur adik maryo,
nij bhaktan kar kusht nivaryo ||

Deen Sudama ke dukh taryo,
tandul teen muthi mukh daryo ||

Duryodhan ke tyagyo meva,
kiyo Vidur ghar shaak kaleva ||

Lakhi prem tuhi mahima bhaari,
naumi Shyam deenan hitkari ||

Bharat me parath rath hanke,
liye Chakrkar nahi bal thake ||

nij Gita ke gyan sunaye,
bhaktan hruday sudha sarsaye ||

bhai Meera aesi matvari,
pee gayi vish baja kar tali ||

Rana bheja saap pitari,
Shaligram bane Banvari ||

Nijmaya tum bidhi he dikhayo,
ur ke shanshay sakal mitayo ||

Tav shat ninda kari tatkala,
Jeevan mukt bhayo Shishupala ||

Jub he Draupadi ter lagaii,
Deenanath laaj ab jayii ||

turat he basan bane Nanadlala ,
badhe cheer bhaye Arimukh kala ||

Us Anant ke nath Kanhaiya,
doobat bhavar bachavahi naiya ||

sunder daas baas Durvasa,
karat vinay prabhu purahu asha ||

NATH SAKAL UR KUMATI NIVARO,
KSHAMO BEGI APRADH HAMARO ||

kholo pat ab darshan deejo,
bolo Krushna Kanhaiya ki jai ||

bolo Krushna Kanhaiya ki jai,
bolo Krushna Kanhaiya ki jai ||

Krushnachandra ke naam se hot prafullit gaat,
tan ghatak paatak tarat rog door hoi jaat |
yah chaleesa Krushna ka path kare ur dhaari,
asht siddhi nav nidhi fal lahe padarath chari ||

Badhaii..... Badhaii....Badhaii..

Aaj baato re badhaii,
Pargat bhaye Yaduraii..
Nandbaba- Yashomati harkhaii..
Aaj pragat bhaye Krushna Kanhaii..
Krushna janam ki samast vishv ke vishnavo ko badhaii hai....badhaii hai.
Nand ghar anand bhayo , jai Kanhaiya Lal ki
Hathi Ghoda palki , jai Kanhaiya Lal ki..

Friday, August 22, 2008

GOPAL MAHRO PAARANIYE JHOOLE RE...

Gopal mahro paaraniye jhoole re,
jhoolave gokul ni naari re.......Gopal mahro ....

Gopal tane ramkda aapu re,
Gopal tane makhan bahu vahalu re,
Gopal mahro bole che kalu kalu, Gopal mahro....

Gopal tane jhanjhardi paherau,re
Ke nana- nana dagla bharau, Gopal mahro....

Gopal tane valma phool nakhu,re
Gopal tane aangadiya ma nachavu, Gopal mahro...

Gopal tane godiye ramadu,re
ke haath ghughara vagadu , Gopal mahro....

Gopal tane makhan bahu vahlu re,
ke pratah samaye aavine jagadu, Gopal mahro...

CHUM CHUM BAAJE GHUNGHARIA

Chum chum baaje ghunghariya, chavi dikhlave Kanha,
Mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye...

Raain andheri chandraswaroopi aa gaye, aa gaye,
Maat Yashoda aur sakhiyan ko bhaa gaye,
kandhe kaali kaamaliya, mukh malkave Kanha,
naach nachate aaye...
mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye..

Sunkar bansi sakhiya sudh- budh kho gayee,
darshan karke mai to paavan ho gayee,
aese pyare Sanvaria bhagya jagate aaye ,
mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye...

Shravan vadi aatham ki raain suhavani,
anand mangal gavae sab gajgamini,
jharmar barse mehuliya, rang udaate aaye,
mere ghar aaye, Kanha, mere ghar aaye...

SHREE KRUSHNA AVTAAR.

Bhaye pragat Krupala Deendayala Yashumati ke hitkaari
Harshit mahataari roop nihaari Mohan Madan Murari

Kansasur jana atibhay mana Putna begi pathaii
so man muskaii harshit dhaii gayi jaha Yaduraii

Ehi jaai uthaii, hruday lagaii payodhar mukh me deenhe
tav Krushna Kanhaii man muskai pran taasu har leenhe

Jab Indra risai medh bulaye vashikaran Braj saari
Govan hitkaari muni man haari nukh per girivar dhari

Kansasur maare ati hunkaare Bukasur sanhare
Adhasur aayo bahut darao taakar badan bigade

Ati deen jaani Prabhu Chakrapani tahi denhe nij loka
Bhramhasur gaaye atisukh paye magan hue, gaye shoka

Yeh chand anupa hai ras roopa jo nar yako gave
tehi sum nahi koi tribhuvan mahi manvanchit fal pave

Bhaye pragat Krupala Deendayala Yashumati ke hit kaari
harshit mahtari roop nihari Mohan Madan Murari

Nand Yashoda tap kiyo Mohan so man laye
Das hari tin sukh diyo baal bhav dikhlaye

Sunday, July 20, 2008

BADHAII...BADHAII...BADHAII.......

PARAMPUJYA ACHARYASHREE KE ANUPAM PRAGATYA DIVAS KI SABHI SRADHHALU JANO KO EVAM SHREE TULSI PARIVAR KO BADHAII ,BADHAII ,BADHAII.....

Friday, July 18, 2008

Unusual gift for an unusual person

Shree Guruve Namah

Ek Shula Mohi Bisaranakahu,
Guru Kar Komalah Sheelah Subhahu ||

Friends it’s that time of the year when v all come 2gether 2 celebrate the bday of the most influential person in r life. He is the one who gave up all that he had 2 bring peace & contentment in r life, gave hope & encouraged us 2 move on in life in dire circumstances. He, like a mother, has always been caring & supportive by keeping subtle pain & desolation at bay. He implanted the seed of gyam & bhakti in us & nurtured r faith in kanaihya. In the last month or so whatever has happened in my life is just an example of his unusual character which is absolutely unexplainable in spite of all the pain that I have caused him. Words r limited so I’m dedicating this clip 2 this unusual person................

http://www.zshare.net/audio/1553190402e771e7/

Happy Gurupoornima!!!
Many Many Happy returns of the Day to dear Guruji!!!

Tuesday, July 1, 2008

Jai Gopal Radhe Krushna Govind Govind

jai gopal radhe krushna govind govind
jai gopal radhe krushna govind govind

krushna govind govind krushna govind govind
krushna govind govind krushna govind govind

jai gopal radhe krushna govind govind
jai gopal radhe krushna govind govind

hey gopal hey govind krushna govind govind
hey gopal hey govind krushna govind govind

Saturday, June 14, 2008

Shree Yamunashtakam...

During Ahmedabad Yamunashtakam Katha..Bhaiji emphasised on the 'samput' suffix and prefix..during the recitation of this Ashtak...and you can change your SWABHAVA,nature..

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya..

Namami Yamuna maham sakal siddhi hetum muda,
Murari padpankaj sfuradmand renutkatam,
Tatasth navkanan prakatmod pushpambuna,
Surasur supujeet smarpituh shriyam vibhratim.

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya..

Kalindi giri mastake patatmand purojvala,
Vilas gamno lasat prakat gand shailonata,
saghosh gatidantura samdhi rudh dolottama,
Mukund rati vardhini jayti padhmabandho suta,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Bhuvam bhuvan pavani madhigata manekasvaneh,
Priyabhiriv sevitam shukmayur hansadibhih,
tarang bhuj kakan prakat muktika vaaluka,
nitambh tatsundari namat Krushnturya priyam,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Anant gun bhushite shiv viranchi devstute,
ghanaghan neebhe sada Dhruv Prasharabhishtde
Vishuddh Mathura tate sakal gop gopi vrite,
Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Yya charanpadmaja murripoh priyambhavuka,
samagamnotbhavat sakalshidhida sevitam,
taya sadrashtamiyat kamaljasapatnipriye,
Haripriy kalindiya mansi me sada shthiytaam,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Namostu Yamune sada tav charitramatyadbhutam,
na jatu yamyaatana bhavati te payah paantah,
Yamopi bhaginisutan kathmuhanti dushtaanapi,
priyo bhavti sevnaat tav harerytha gopika,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Mamastu tav sannidhau tanunavattv metavata,
na durlabhtma rati murripau mukundapriye,
atotstu tav lalna surdhuni param sangmat,
tavaiv bhuvi kirtita na tu kadapi pushtisthitai,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Stutim tav karoti kah kamalja sapatni priye,
harey danusevya bhavti saukhya mama mokshata,
iyam tav kathadhika sakal gopika sangama,
smara shram jalaanubhi sakal gatrajai sangamah,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Tavaashtakmidam muda pathati sursuute sada,
samast duritakshayo bhavati vaih mukunde rati,
tatha sakal siddhiyo murripusch sunshyati,
svabhav vijayo bhavet vadati Vallabh shrihareh,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya.

Iti Shree Mahaprabhu Vallabhacharya virachitam Shree Yamunashtakm Sampoornam..

Monday, June 9, 2008

Sub se unchi prem sagaii....

Subse unchi prem sagaii... -2

Duryodhan ko meva tyagyo,saag Vidur ghar khaayi.
Prem vivesh Parath rath hankyo,bhul gaye Thakuraii.

Subse unchi prem sagaii...-2

Rajsyu yagya Yudhistar keenho ta mein jhuth uthaii.
Jhuthe phal Sabri ke khaye, prem vivesh Raghuraii.

Subse unchi prem sagaii..2

Aisi preet badhi Vrundavan, Gopiyan naach nachaii,
Sur krur is layak nahi, kahe lag karau badaii.

Subse unchi prem sagaii...2

Aasara is Jahan ka mile na mile...

Aasara is jahan ka mile na mile,
Mujh ko tera sahara sada chahiye.

yahan khushiyan hai kum aur jyada hai gum,
jahan dekho vahi hai haram he haram,
meri mehfil mein shama jale na jale,
mere dil mein ujala tera chahiye..
Aasara is jahan ka mile na mile,
Mujh ko tera sahara sada chahiye..

Meri dheemi hai chaal aur path hai vishal,
her kadam per museebat hai tu he sambhal,
pair mere thake hai chale na chale,
mere dil mein ishara tera chahiye...
Aasara is jahan ka mile na mile,
Mujh ko tera sahara sada chahiye..

Wednesday, June 4, 2008

Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari

Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari,

Shiv Samadhi Bhul Gaye,
Rushi Muni Ki Nari,…..(2)
Ved Padhat Brahmaa Bhule, Bhule Bhrahmachari...
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari


Rambha Saam Taal Chuki, Bhali Nrutyakari (2)
Ho Jamuna Jal Ulati Bhayo Shobha Aaj Bhari (2)
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari

Vrundavan Bansi Baji Teen Lok Pyaari (2)
Gwal Bal Magan Bhaye, Vraj Ki Sab Nari (2)
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari…

Sundar Shyam Mohini Murat Natwar Vapu(d)hari (2)
“Sur” Ko Prabhu Madam Mohan, Charanan Balihari…(2)
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari

Vrundavan ki Kunjgalin mein Radha naam japo...

Vrundavan ki kunjgalin mein Radha naam japo..ho..[2]
jai jai Radhe Radhe Radhe, jai jai Radhe Radhe Radhe ..[2]
jai jai Radhe Radhe Radhe, jai shree Radhe Radhe Radhe ...[2]
Radhe bolo...

Mun mandir ke dwar khule hai,antarghat mein aap base hai [2]
jai jai Radhe Radhe Radhe ,jai jai Radhe Radhe Radhe..[2]

Ho..adhar muraliya bole Radha,raas khelat gopiyan ki mala.[2]
jai jai Radhe Radhe Radhe,jai jai Radhe Radhe Radhe..[2]

Radhe Radhe Radhe....Radhe tu badbhaagini,tune kaun tapasya keenh.
teen lok taaran taran so tere aadheen,
jai jai Radhe Radhe Radhe ,jai jai Radhe Radhe Radhe [2]

Ho..Vrundavan mein aa kar Kanha ,dhoondhat ban ban brij ki bala [2]
jai jai Radhe Radhe Radhe, jai jai Radhe Radhe Radhe [2]

Mera aap ki krupa se sub kaam ho raha hai...

Mera aap ki krupa se her kaam ho raha hai,-2
karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai.-2

Meri jindagi mein tu hai mere paas kya kami hai -2
mujhe aur ab kisi ki darkar bhi nahi hai -2
mujhe yeh pata nahi hai yeh kya ho raha hai -2
karte ho tum Kanhaiya mere naam ho raha hai -2

Mera aap ki krupa se....

Karta nahi mai fir bhi her kaam ho raha hai -2
Kanha teri badaulat aaram ho raha hai -2
bas hota rahe hamesha jo ho raha hai -2
karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai -2

Mera aap ki krupa se...

Patvar ke bina he meri naav chal rahi hai-2
Banvari bina mange her cheez mil rahi hai-2
marzi hai teri Kanha achcha he ho raha hai -2
karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai -2

Mera aap ki krupa se...

Saturday, May 31, 2008

Tum Dhoondho Mujhe Gopal....

Tum dhoondho mujhe Gopal mai khoyee gaiya tori,
Sudh lo meri Gopal mai khoyee gaiya tori, [2]

Panch vikar se hanki jaye panch tatv ki ye dehi -2
Barbas bhataki door kahi mai chain na pau ab kehi -2
Ye kaisa mayajal mai uljhee gaiya tori,
Sudh lo meri Gopal mai khoyee gaiya tori..[2]

Jamuna tat na, nandanvat na,gopi gwal koi dheekhe -2
Kusum lata na, teri chata na, paspakheru koi deekhe -2
Ab sanjh bhayee Ghanshyam mai vyakul gaiya tori,
Sudh lo meri Gopal mai khoyee gaiya tori..[2]

Bansi ke swarnad se tero madhur swar se mujhe pukare-2
Radhakrushna,Govind,Harihar,Murlimanohar naam tumhare-2
Mujhe ubaro hey Gopal mai khoyee gaiya tori,
Sudh lo meri Gopal mai khoyee gaiya tori..[2]

Friday, May 23, 2008

Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain

Mujhe Tumne Data Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain

Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain


Na milti agar barkate aaj teri,
To kyat hi zamane mein aukad meri, (2)
Tujhi ne mujhe nath kaabil kiya hain,
Tera Shukriya hain……..


Mujhe hain sahara teri bandage ka….(2)
Hain jispar guzara meri zindagi ka…
Mila jo mujhe, sab tujhi se mila hain,
Tera shukriya hain…….


Kiya maine jo kuch, sharamsar hoon main,
Teri rehmato ka talabgar goon main…..(2)
Diya kuch nahi sab, liya he liya hain,
Tera shukriya hain….


Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain

Sunday, May 18, 2008

Udhav Geet Audio Files Part 1

Jai shree krushna frnds,

i know all of u must have enjoyed the Udhav Geet katha. Here is some of those amazing wachans recited my guruji himself. i'm sure u guys r going 2 love it.

audio clip 1
http://www.zshare.net/audio/1210931620fb2032/

audio clip 2
http://www.zshare.net/audio/12122666610276b6/

audio clip 3
http://www.zshare.net/audio/12122969acb0eb67/

This 3rd clip is one of my favorite clips. I’m sure all those who will listen 2 this clip are going 2 break in2 tears. I hope kanaihya showers his blessings upon us so that one day v also bcom a true GOPI like Udhavji n Bharat Lalji
Really a beautiful audio clip, listen n enjoy!!!
Radhe Radhe

Thursday, May 15, 2008

Thursday, May 8, 2008

Bhaj Radhe Govinda Re Paghle

Bhaj Radhe Govinda Re Paghle
Bhaj Radhe Govinda Re

Bhaj Radhe Govinda Re Paghle
Bhaj Radhe Govinda Re

Tan Pinjare Ko Chhod Kahi Udd Jayega Pran Parinda Re

Bhaj Radhe Govinda Re Paghle
Bhaj Radhe Govinda Re!!!


Juthi Saari Duniyadari,
Jutha Tera-Mera Re…….(2)
Aaj Ruke Kal Chal Dega,
Ye Jogiwala Fera Re (2)
Bhed Bhav Ko Chod Ke Paghle (2)
Mat Kar Tu Par Ninda Re
Bhaj Radhe Govinda Re Paghle…….


Is Jeevan Mein Sukh Ki Kaliye Aur Sabhi Dukh Ke Kaante
Sukh Mein Har Koi Hissa Mange, Koi Bhi Na Dukh Baante…(2)
Sab Saathi Hain Juthe Jagat Ke..(2)
Saccha Ek Govinda Re!!!
Bhaj Radhe Govinda Re Paghle…..

Is Chaddar Ko Bade Jatan Se,
Odhe Das Kabira Re…(2)
Isse Pahan Vishpan Kar Gayi,
Prem Diwani Meera Re…(2)
Is Chaddar Ko Paap-Karm Se…(2)
Mat Kar Tu Ab Ganda Re!!!
Bhaj Radhe Govinda Re Paghle……

Bhaj Radhe Govinda Re Paghle
Bhaj Radhe Govinda Re!!!!

Bhaj Radhe Govinda Re Paghle
Bhaj Radhe Govinda Re!!!

Sunday, April 20, 2008

Mane Wahaalu Lage Guruji Nu Naam

A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…


A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naaaaaaaam…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…


Guruji Na Gunla No Paar Nahi Aave,
Dhyan Dharu To Tya Sanmukh Aave,

Guruji Na Gunla No Paar Nahi Aave,
Dhyan Dharu To Tyaaa Sanmukh Aave,

Din Jano Na Nath [High Pitch]
Aaaa aaa aaaaa aaaa (chorus)
Din Jano Na Nath,
Sevak Na Rakhwad choooo,
Tame Mara Chitadana Chorr….


Bhav Sagar Thi Vahaaala Amne Ugaarjo
Dubti Beli Ne Vahaala Par Utarjo
Tamo Cho Bhakto Na Beli [High Pitch]
Aaaa aaa aaaaa aaaa (chorus)
Tamo Cho Bhakto Na Beli [High Pitch]
Avi Amne Hayya Heli,
Sevak Ni Lejo Re Sambhaaaaaal…..

Tann Mann Dhann Guru Na Charno Ma…
Tann Mann Dhann Guru Na Charno Ma…


Mane Wahalu Lage Guruji Nu Naam…
A Mane Wahalu Lage Guruji Nu Naam…
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..

Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..

A Ji Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..

Monday, April 7, 2008

Bhavaniyashtakam.

Na tato na mata na bandhur na daata
Na putro na putri na bharutyo na bharta|
Na jaya na vidhya na vruttirmavaiv
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani||

Bhavabhdhpare mahadukhbhiru:
Papaat prakami pralobhi pramatt:|
Kusansarpashprbdh: sadahm
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani||

Na janami danum na ch dhyanyogum
Na janami tantram na ch strotrmantrum|
Na janami pujam na ch nyasyogum
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani ||

Na janami punyam na janami tirtham
Na janami muktim laym va kadachit|
Na janami bhaktim vratam vapi mata:
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani||

Kukarmi kusangi kubuddhi: kudaas:
Kulacharhin: kadacharleen:|
Kudrishti kuvakyprabandh: sadahm
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani||

Prajesham ramesham mahesham suresham
Dinesham nishitheshvaram va kadachit|
Na janami chanyat sadahm sharanye
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani ||

Vivade vishade pramade pravase
Jale chanle parvate shatrumadye|
Aranye sharanye sada mam prapahi
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani||

Anatho daridro jararoyukto
Mahakshindeen: sada jadyavaktr:
Vipatau pravisht: pransht: sadahm
Gatistvam gatistvam tvameka bhavani||

Shree Mahalaxmi Ashtakam.

Namastesyu mahamaye shreepithe surpujite|
Shankh chakra gadahaste mahalaxmi namostute||

Namaste garudarudhe kolhasur bhayankari|
Sarv paaphare devi mahalaxmi namostute||

Sarvagy sarv varde sarvdusht bhayankari|
Sarvdukhhare devi mahalaxmi namostute||

Siddhivriddhiprade devi bhakti, mukti pradayni|
Mantr-murte sada devi mahalaxmi namostute||

Adhant rahite devi aadhyashakti maheshvari|
Yogje yogsambhute mahalaxmi namostute |

Sthul sukshm maharaudre mahashakti mahodare|
Mahapaaphare devi mahalaxmi namostute||

Padmasana stithe devi parbrahma swaroopini|
Parmeshi jagannmata mahalaxmi namostute||

Shwetambar dhare devi nanalankaar bhushite|
Jagatsthite jagatmatar mahalaxmi namostute||

Mahalaxmyashtak strotrm ya: pathe bhaktimannar:|
Sarv siddhi mapnoti rajym prapnoti sarvada||

Ek kale pathte nityam mahapaapvinashnam|
Dvikalam pathte nityam dhandhaanyam samanvitam||

Trikalam ya: pathate nityam mahashatru vinashnam|
Mahalaxmirbhavenityam prasanna varda shubha||

|| iti Shree Mahalaxmi Aashtakam ||

Thursday, April 3, 2008

Shree Bilvashtakam.

Tridalam trigunakaram trinetram ch triayudham
Trijanam paapsanhaarmek billvm shivarpanam 1

Trishakae: bilv patrench hychhidrae: komalae: shubhae:
Shivpujam karishyami hyekbillvm shivarpanam 2

Akhand bilvpatren pujite nandikeshvaram
Shuddhyati sarvpaapebhyo hyekbillvm shivarpanam 3

Shaligram shilamekam vipranam jaatuarpyet
Somyagy mahapunymeka billvm shivarpanam 4

Dantikoti sahastrani vajpayshatani ch
koti kanya mahadanmekbillv shivarpanam 5

Laxmya: stanat uttpannam mahadev ch priyam
Bilvraksham pyachhami hyekbillv shivarpanam 6

Darshanam billvrakshsya sparshnam paapnashnam
Aghor paapsanhaarmek billv shivarpanam 7

Moolto bhrahmroopay, madhyato vishnuroopino
Agratah:shivroopay,hyekbillv shivarpanam 8

Billvashtakamidam punyam yah: pathat shiv sannidhau
Sarvpaapvinirmukta: shivlokmavapnuyaat

Shiv Vandana..

Om vande devbhumapatim surguru vande jagatkarnam
Vande pannagbhushanam mrugdharam vande pashunam patim |
Vande suryashashank vanhinayanam vande mukundpriyam
Vande bhaktjanaashryam ch vardam vande shivam shankaram ||

Tuesday, April 1, 2008

Stuti

Vanshi vibhushit karaan navneerdabhat pitambara arun bimb phaladhroshtaat |
Purnendusunder mukharvindnetraat Krushnatparam kimapi tatvmaham na jaane ||
Krushna tvadiy pad pankaj panjrante adhaiv me vishatu manas rajhansa |
Paran prayan samay kafvaatpitte: kanthavrodhan vidhau smaranm kutaste ||

Stuti

Kasturi tilakam lalaat patle vaksh: sthale kaustubham |
Nasagre varmauktikam kartale venu: kare kankanam ||
Sarvange Hari chandanam sulalitam kanthe ch muktavali |
Gopastreepariveshtito vijayte Gopal chudamani: ||

Asti swastaruni karagraviglat kalp prasoonaplutam |
Vastu prastut venu naad lahri nirvaan nirvyakulam ||
Satrast satrast nibadhnivivilasad gopisahstravratam |
Hastanystntaap vargmakhilodaram kishor aakruti ||

Krushnam Narayanam vande
Krushnam vande brajpriyam |
Krushnam dvaipaayanam vande
Krushnam vande pruthasutam ||

Monday, March 31, 2008

Shree Giriraj Dharyashtakam

Bhakta Bhilasha - charita nusari,dughdadi chauryen yasho visaari |
Kumarita nandit ghosh naari, mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Vrajangana vrund sada vihaari, angae gruhagar tamophaari |
Kridarasa vesh tamo bhisaari, mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Venu swana nandit pannag gaari, rasa tala nrutya pad prachari |
Kridan vayasya krut daitya maari,mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Pulind dara hit shankh raari, rama sado daar daya prakari |
Govardhane kund phalo pahari , mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Kalindja kool dukool haari, kumarika kaam kala vitaari,
Vrundavane godhan vrud chaari, mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Vrajendra sarvadhik sharmkari,mahendra garvadhik garv haari |
Vrundavane kund phalo phari, mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Mana: kalanath tamo vidaari, vanshirava kaarit tat kumari |
Raasotsavo taddel rasabhddhi saari, mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

Matt dvipod daam gata nukaari, lunthat prasoon prapadin haari |
Ramorasm sparsh kar prasaari, mum Prabhu Shree Girirajdhari ||

|| iti shree Vallabhacharya virachitam Giriraj Dharyashtakam sampoornam ||

Shree ram avtar...

Bhaye pragat Krupala Deendayala Kaushalya hitkari |
Harshit Mahatari muni man haari adbhut roop vichari ||
Lochan abhirama tanu dhanshyama nij aayudh bhuj chaari |
Bhushan gal mala nayan vishala Shobhasindhu kharari ||
Kah dui kar jori astuti tori kehi bhidhi karu Ananta |
Maya Gun Gyanatit Amana Ved Puran Bhananta ||
Karuna Sukhsagar sub gun aagar jehi gavhai shruti santa |
So mum hit laagi jan anuragi bhayau pragat Shreekanta ||
Bhrahamand nikaya nirmit maya rom rom prati ved kahe |
Mum ur so baasi yeh uphaasi sunat dheer mati thir na rahe |
Upjaa jub gyana Prabhu muskana charit bahut bidhi keenh chahe||
Kahi katha suhai matu bujhai jehi prakar sut prem lahe |
Mata puni boli so matai doli tajahu tat yeh roopa ||
Keejae shishu leela ati priysheela yeh sukh param anoopa|
Suni Vachan sujana rodan thana hoi balak surbhoopa ||
Yeh charit je gaavahi haripad paavahi te naa parahi bhavkoopa ||

Thursday, March 27, 2008

Govind Damodar Strotram

Kararvinden padarvindam, mukharvinde viniveshyantam |
Vatasya patrasya pute shayanm,Balam Mukund mansa smarami ||

Shreekrushna Govind Hare Murare, he Nath Narayan Vasudeva |
Jihve pibasvamrutmetdev, Govind Damodar Madhaveti ||

Vikretu kamakhil Gopkanya,Murari paadarpit chittvrutti |
Dadhyadhikam mohavashad vochad,Govind Damodar Madhaveti ||

Gruhe Gruhe Gopvadhu kadamba:, serve militva samvaayYoge |
Punyani namani pathanti nityam,Govind Damodar Madhaveti ||

Sukham shayanam nilyenijepi, namanivishno: pravdanti mrutya:|
Te nishchit tanmayatam brajenti,Govind Damodar Madhaveti ||

Jihve sadevam bhaj sundarani, namani Krushnasya manoharani |
Samast bhaktartivinashnani, Govind Damodar Madhaveti ||

Sukhavsane tvidmev saaram,dukhavsaane tvidmev geyam |
Dehavsaane tvidmev japyam,Govind Dmodar Madhaveti ||

Shree Krushna Radhavar Gokulesh,Gopal Govardhannath Vishno |
Jihve pibasvamrutmetdev, Govind Damodar Madhaveti ||

Jihve rasagye madhurpriya tvum satyam hitam tvaam paramum vadami |
Aavernyetha madhurakshrani,Govind Damodar Madhaveti ||

Tvamev yaache mum dehi jihve samagte dand dhare krutante |
Vaktavymevam madhuram subhaktya,Govind Damodar Madhaveti ||

Govind Madhav strotr prem se paath je kare,
Damodar daya dane sahje golok sanchare..

" iti shreebilvmanglacharya virachitam shree Govind Damodar strotrm sampurnam "

Wednesday, March 26, 2008

Shree Ram Stuti

Shree Ramchandra krupalu bhajuman haran bhav bhay daarunam |
Navkanjlochan,kaunj mukh, kar kunj, pad kunjarunam ||

Kandarp agnit amit chavi,nav neel-neeraj sundaram |
Pat peet manhu tadit ruchi shuchi naumi Janak sutavaram ||

Bhaju Deenbandhu, Dinesh danav daityavansh nikandanam |
Raghunand Anandkand Kaushalchand Dashrathnandanam ||

Sir mukut kundal tilak charu udaru ang vibhushanam |
Aajanubhuj sharchaap dhar,sangraamjit khardushanam ||

Iti vadati Tulsidas Shankar Sesh Muni man ranjanam |
Mum hruday kunj nivas kuru kamadi khal dal ganjanam ||

Mun jahi rachyo milihi so var sahaj sunder sanvaro |
Karuna nidhan sujan silu saneh janat ravro ||

Ehi bhati Gauri ashish suni Siy sahit hiy harshit ali |
Tulsi Bhavanihi puji punipuni mudit manmandir chali ||

Jani Gauri anukul Siy hiy harshu na jaie kahi |
Manjul mangal mool baam ang pharkan lage ||

सात स्वरूप का ध्यान ..

श्री गोवर्धन नाथ पाद युग्लम, हैंग्वीना प्रियम

नित्यम श्री मथुरादिपम सुख करम, श्री विठालेषम मुदा

श्री मद द्वार्वतीश गोकुलपति,श्री गोकुलेंदुम विभुं

श्री न्मंम्थ मोहनम नटवर, श्री बाल कृष्ण भजे.

Friday, February 29, 2008

Chidanand Roop Shivoham Shivoham

Aham nirvikalpo, niraakar roop,
vibhor vyap sarvatra, sarveyendriya

Sadame samatvam, na muktir na bandha
Chidanand roop, shivoham shivoham

Manobudhhi ahankar Chitta ninaham
Nacha Shotra jive nacha ghrana Netre
Nacha Vyoma Bhoomir na tejo na vayu
Chidananda rupas Shivoham Shivoham -1

Nacha prana sandhno na ve manchtauh
na va saptadhatur na va panchakoshah
na vak panipadau na chopastha payu
chidananda rupas Shivoham Shivoham -2

Na me dwesh ragau na me loobha mohau
mado naiva me naiva matsaryabhvah
na dharmo na chartho na kamo na mokshah
Chidananda rupas Shivoham Shivoham -3

Na punyam na paapam na Saukhyam na dukham
na mantro na tirtho na veda na yagna
aham Bhojanam naiv bhojam na bhokta
Chidananda rupas Shivoham Shivoham -4

na me mrutu Shanka Na me Jatibheda
Pita naiva me naiva mata na Janma
na bhandu na mitra gurur naiva shishya
Chidananda rupas Shivoham Shivoham -5

Aham Nirvikalpo Nirakar rupo
Vibhurvyapa sarvatra sarvendriyani
Sada me samatvam na muktir na bhandha
Chidananda rupas Shivoham Shivoham -6

http://www.sanatandharma.org/page5.html

Thursday, February 21, 2008

Jo Tu Mitaane Chahe Jeevan Ki Trushna

Jo tu mitaana chahe, jeevan ki trushna,
subah shyam bol bande, Krushna Krushna Krushna

Krushna naam paavan paavan,
Krushna naam pyaara pyaara,
Jo na bole Krushna Krushna,
Jag me wo haara haara
Mann ka meete andhiyara, bol Krushna Krushna...

Subah shyaam bol bande, Krushna Krushna Krushna.......

Jisko milina peeda,
sukh ka malam kya jaane;
Jo na gaaye Krushna Krushna,
meet ka dharm kya jaane;
Chahe agar ujiyara, bol Krushna Krushna..

Subah shyaam bol bande....

Chhod de bhatkna dar dar,
Tod de aham ka ghera,
Bhool ja jagat ka vaibhav,
Jag hai dukho ka dera,
Pheere kaahe maara maara, bol Krushna Krushna

Subah shyaam bol bande, Krushna Krushna Krushna

Monday, January 28, 2008

Shri Krushna Chandra Krupalu Bhajaman - Stuti

Shri Krishna Chandra Krupalu Bhajaman - Stuti

Shri Krushna Chandra krupalu bhajamana, nand nandan sundaram;
Asharan sharan bhav bhay haran, aanand dhan radha varam |

Sir mor mukut vichatra manimay, makar kundal dharinam;
mukh Chandra dhviti, nakh Chandra dhviti, pushpit nikunj viharinam |

muskani muni man mohini, chitvan chapal vapu natvaram;
ban mal lalita kapol mridu, adharan madhur murali dharan |

vrishbhanu nandini vaamdishi, shobhit subhag sinhasanam;
lalitadi sakhi jin sevahi, kari chanvar chatr upasanam ||

Kaan Khol Kar Baat, Meri Sun Le Piya

Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaungi (2)
Saavare se preet, meri hogayi re piya, meri hogayi re piya
Mein to Vrindavan jaaungi (2)

Adosan bhi jaaye, padosan bhi jaaye (2)
Lalita bhi jaaye, Vishakha bhi jaaye (2)
Mein kaise reh jaao re piya, reh jaao re piya,
Mein to Vrindavan jaaongi
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya...
Mein to Vrindavan jaaongi

Mathe pe mor mukut vaake sohe,
Thari bansi, mero ban mohe …(2)
Kaano mein kundal sohe re piya, ha sohe re piya,
Mein to Vrindavan jaaongi….
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaongi…


Paav mein (bake) ke nupur bhi baaje
Gale mein motiyan ki maala biraje,…(2)
Haatho mein murali sohe re piya, ha sohe re piya
Mein to Darshan karne jaaongi..
Kaan khol kar baat, meri sun le piya, meri sun le piya,
Mein to Vrindavan jaaongi

Tera Kisne Kiya Shringar Savare

Tera kisne kiya, shringar Savare,
Tera kisne kiya shringar Savare,
Dulha sa lage hai dildar Savare, (2)

Mastak par ( ________ ) chandan kesar tilak lagaya,
Mor mukut maathe par kundal, itr bahut barsaya….(2)
(Ho) Mehakta rahe ye darbar Savare… (2)
Tera kisne kiya, shringar Savare

Baago se kaliya chun chun kar sundar har banaya,
Rahe salamat haath sada ho jisne tume sajaya,
Sajaaata rahe wo har bar saavare, (2)
Tera kisne kiya, shringar saavare


Bol Kanhaiya bol tujhe mein kaun sa bhajan sunao,
Aisa koi raag batade, tu nache mein gaao, (2)
Nachata rahu mein har bar saavare….(2)
Tera kisne kiya shringar saavare.

Sunday, January 27, 2008

Jay Jay Dev Hare

Sheet kamala kuch mandala dhrut kundalaye
kalit lalit van maal,
Jay jay dev hare....

tin mani mandala mandana bhav khandanaye
muni jana manas hans
jay jay dev hare

kaaliya vishadhar ganjana jana ranjanaye
yadukalu nalin dinesh,
jay jay dev hare

madhumur narak vinashana garudasanaye
sur kul kali nidan
jay jay dev hare

amala kamal chal lochana bhav lochanaye
tribhuvan bhavan nidhan
jay jay dev

chalak suta put bhushana jit dushanaye
samar sameet dash kanth
jay jay dev hare

abhinav jal dar sundar dhrut mandaraye
shri mukh chandra chakor
jay jay dev hare

tav charane pranatavayam iti bhavayaye
ku kushalam pranateshu
jay jay dev hare

shree jaya devavaye ridum kurute mudayam
mangal manjul geet
jay jay dev hare

Saturday, January 26, 2008

Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet ke Duniya Kya Jaane

Meri lagi Shyam sang preet ke duniya kya jaane;
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane

Kya jaane koi kya jaane (2)
Mujhe mil gaya…(pause)
Ho mujhe mil gaya
Man ka meet ke duniya kya jaane……mujhe lagi shyam sang preet….


Jab se hain odhi shyam chunariya (2)
Log kahe mein bhayi bavariya (2)
Ye kaisi…
Ye kaisi pagal preet ke duniya kya jaane….
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane.


Baandhi prem ki dor Shyam se (2)
Naata toda maine jag se (2)
Main gaao…
Main gaao khushi se geet ke duniya kya jaane..
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane


Shyam se aisi prêt lagayi (2)
Lok laaj bhi sab bisrayi (2)
Ho ab gunj udha sangeet ke duniya kya jaane..
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane


Bhul gayi mein aana jaana (2)
Jag sara laage begana (2)
Meine chodi jag ki reet ke duniya kya jaane….
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane…


Ab to keval Shyam ko paana (2)
Ruth jaaye to unhe manana (2)
Ab hogi……..(long pause)
Ho ab hogi…..(long pause)
Ho ab hogi pyaar ki jeet ke duniya kya jaane…
Mujhe mil gaya man ka meet ke duniya kya jaane.

Friday, January 18, 2008

Jaha Satsang Hota Hai Waha Par Nitya Jao Tum

(Sur: Baharo phool barsao, mera mehboob aaya hain)

Jaha satsang hota hai,
waha par nitya jao tum (2)

hume fursat nahi hai, yah kehkar mauka mat gavao tum,
waha par nitya jao tum
Jaha satsang hota hai……

Arre satsang karne kin a koi umr hoti hain
Amar yah deep hain jiski bujhti na jyot hoti hain
Isi satsang saagar mein, sada ghote lagao tum,
Waha par nitya jao tum..
Jaha satsang hota hai……

Thursday, January 17, 2008

koi mere ankhon me dekhe to samjhe

tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
koi mere ankhon me dekhe to samjhe,ki tum mere kya ho.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
Bohat raate beeti par satguru na aye,pal pal beethe par simran na aye.
Mujhe ho sakee to tum maaf karna,main hu satguru, maan ka mara.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,

jidher dektha hoo nazar tum hi aye,jahan pe be jaoo tum hi saat aye,
meri is paagal maan ko ,tum raah dikhana,ho saake to mujko,tum hi se milana.

tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,

koi mere ankhon me dekhe to samjhe,ki tum mere kya ho.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
duniya jooti,rishthey bhi joote,lekin o Sai mere tum ho saache,
Mujhe is maya see tume he chudana,deeno ke dayal banke, mujhe apnana.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,
koi mere ankhon me dekhe to samjhe,ki tum mere kya ho.
tumhe meri manzil ,tumhe meri puja,
Tumhi devtha ho,tumhi devtha ho,

Wednesday, January 16, 2008

Maine Mehndi Rachaayi Re Krushna Naam Ki

Maine mehndi rachaayi re, Krushna Naam ki…(2)
Maine chunri sajayi re, Krushna Naam ki……..(2)

Meri chudi mein Krushna, meri chunari mein Krushna (2)
Maine mehndhi rachaayi re, Krushna Naam ki…

Meri saanso mein Krushna, meri aankhon mein Krushna…..(2)
Maine, maala banayi re Krushna naam ki…………………...(2)
Maine mehndhi rachaayi re, Krushna Naam ki…

Mere ghat ghat mein Krushna, mere panghat mein Krushna..(2)
Maine
jyot jalayi re, Krushna Naam ki………………………(2)
Maine
mehndhi rachaayi re, Krushna Naam ki…


Meri surat hain Krushna, man moorat hain Krushna……(2)
Meine dhoom machayi re, Krushna Naam ki….
Maine mehndhi rachaayi re, Krushna Naam ki…