Saturday, June 14, 2008

Shree Yamunashtakam...

During Ahmedabad Yamunashtakam Katha..Bhaiji emphasised on the 'samput' suffix and prefix..during the recitation of this Ashtak...and you can change your SWABHAVA,nature..

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya..

Namami Yamuna maham sakal siddhi hetum muda,
Murari padpankaj sfuradmand renutkatam,
Tatasth navkanan prakatmod pushpambuna,
Surasur supujeet smarpituh shriyam vibhratim.

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya..

Kalindi giri mastake patatmand purojvala,
Vilas gamno lasat prakat gand shailonata,
saghosh gatidantura samdhi rudh dolottama,
Mukund rati vardhini jayti padhmabandho suta,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Bhuvam bhuvan pavani madhigata manekasvaneh,
Priyabhiriv sevitam shukmayur hansadibhih,
tarang bhuj kakan prakat muktika vaaluka,
nitambh tatsundari namat Krushnturya priyam,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Anant gun bhushite shiv viranchi devstute,
ghanaghan neebhe sada Dhruv Prasharabhishtde
Vishuddh Mathura tate sakal gop gopi vrite,
Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Yya charanpadmaja murripoh priyambhavuka,
samagamnotbhavat sakalshidhida sevitam,
taya sadrashtamiyat kamaljasapatnipriye,
Haripriy kalindiya mansi me sada shthiytaam,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Namostu Yamune sada tav charitramatyadbhutam,
na jatu yamyaatana bhavati te payah paantah,
Yamopi bhaginisutan kathmuhanti dushtaanapi,
priyo bhavti sevnaat tav harerytha gopika,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Mamastu tav sannidhau tanunavattv metavata,
na durlabhtma rati murripau mukundapriye,
atotstu tav lalna surdhuni param sangmat,
tavaiv bhuvi kirtita na tu kadapi pushtisthitai,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Stutim tav karoti kah kamalja sapatni priye,
harey danusevya bhavti saukhya mama mokshata,
iyam tav kathadhika sakal gopika sangama,
smara shram jalaanubhi sakal gatrajai sangamah,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya...

Tavaashtakmidam muda pathati sursuute sada,
samast duritakshayo bhavati vaih mukunde rati,
tatha sakal siddhiyo murripusch sunshyati,
svabhav vijayo bhavet vadati Vallabh shrihareh,

Krupa jaladhi sanshrite mum manah sukha bhaavya.

Iti Shree Mahaprabhu Vallabhacharya virachitam Shree Yamunashtakm Sampoornam..

Monday, June 9, 2008

Sub se unchi prem sagaii....

Subse unchi prem sagaii... -2

Duryodhan ko meva tyagyo,saag Vidur ghar khaayi.
Prem vivesh Parath rath hankyo,bhul gaye Thakuraii.

Subse unchi prem sagaii...-2

Rajsyu yagya Yudhistar keenho ta mein jhuth uthaii.
Jhuthe phal Sabri ke khaye, prem vivesh Raghuraii.

Subse unchi prem sagaii..2

Aisi preet badhi Vrundavan, Gopiyan naach nachaii,
Sur krur is layak nahi, kahe lag karau badaii.

Subse unchi prem sagaii...2

Aasara is Jahan ka mile na mile...

Aasara is jahan ka mile na mile,
Mujh ko tera sahara sada chahiye.

yahan khushiyan hai kum aur jyada hai gum,
jahan dekho vahi hai haram he haram,
meri mehfil mein shama jale na jale,
mere dil mein ujala tera chahiye..
Aasara is jahan ka mile na mile,
Mujh ko tera sahara sada chahiye..

Meri dheemi hai chaal aur path hai vishal,
her kadam per museebat hai tu he sambhal,
pair mere thake hai chale na chale,
mere dil mein ishara tera chahiye...
Aasara is jahan ka mile na mile,
Mujh ko tera sahara sada chahiye..

Wednesday, June 4, 2008

Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari

Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari,

Shiv Samadhi Bhul Gaye,
Rushi Muni Ki Nari,…..(2)
Ved Padhat Brahmaa Bhule, Bhule Bhrahmachari...
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari


Rambha Saam Taal Chuki, Bhali Nrutyakari (2)
Ho Jamuna Jal Ulati Bhayo Shobha Aaj Bhari (2)
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari

Vrundavan Bansi Baji Teen Lok Pyaari (2)
Gwal Bal Magan Bhaye, Vraj Ki Sab Nari (2)
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari…

Sundar Shyam Mohini Murat Natwar Vapu(d)hari (2)
“Sur” Ko Prabhu Madam Mohan, Charanan Balihari…(2)
Basuri Bajaye Aaj Rang Se Murari

Vrundavan ki Kunjgalin mein Radha naam japo...

Vrundavan ki kunjgalin mein Radha naam japo..ho..[2]
jai jai Radhe Radhe Radhe, jai jai Radhe Radhe Radhe ..[2]
jai jai Radhe Radhe Radhe, jai shree Radhe Radhe Radhe ...[2]
Radhe bolo...

Mun mandir ke dwar khule hai,antarghat mein aap base hai [2]
jai jai Radhe Radhe Radhe ,jai jai Radhe Radhe Radhe..[2]

Ho..adhar muraliya bole Radha,raas khelat gopiyan ki mala.[2]
jai jai Radhe Radhe Radhe,jai jai Radhe Radhe Radhe..[2]

Radhe Radhe Radhe....Radhe tu badbhaagini,tune kaun tapasya keenh.
teen lok taaran taran so tere aadheen,
jai jai Radhe Radhe Radhe ,jai jai Radhe Radhe Radhe [2]

Ho..Vrundavan mein aa kar Kanha ,dhoondhat ban ban brij ki bala [2]
jai jai Radhe Radhe Radhe, jai jai Radhe Radhe Radhe [2]

Mera aap ki krupa se sub kaam ho raha hai...

Mera aap ki krupa se her kaam ho raha hai,-2
karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai.-2

Meri jindagi mein tu hai mere paas kya kami hai -2
mujhe aur ab kisi ki darkar bhi nahi hai -2
mujhe yeh pata nahi hai yeh kya ho raha hai -2
karte ho tum Kanhaiya mere naam ho raha hai -2

Mera aap ki krupa se....

Karta nahi mai fir bhi her kaam ho raha hai -2
Kanha teri badaulat aaram ho raha hai -2
bas hota rahe hamesha jo ho raha hai -2
karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai -2

Mera aap ki krupa se...

Patvar ke bina he meri naav chal rahi hai-2
Banvari bina mange her cheez mil rahi hai-2
marzi hai teri Kanha achcha he ho raha hai -2
karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai -2

Mera aap ki krupa se...