Friday, May 23, 2008

Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain

Mujhe Tumne Data Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain

Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain


Na milti agar barkate aaj teri,
To kyat hi zamane mein aukad meri, (2)
Tujhi ne mujhe nath kaabil kiya hain,
Tera Shukriya hain……..


Mujhe hain sahara teri bandage ka….(2)
Hain jispar guzara meri zindagi ka…
Mila jo mujhe, sab tujhi se mila hain,
Tera shukriya hain…….


Kiya maine jo kuch, sharamsar hoon main,
Teri rehmato ka talabgar goon main…..(2)
Diya kuch nahi sab, liya he liya hain,
Tera shukriya hain….


Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain

No comments: