Thursday, October 2, 2008

JAI JAI MA JAI MA......

Mere maan ke andh tamas me jyotirmayee utaro,
jai jai ma jai ma,jai jai ma jai ma....3

kaha yaha devo ka nandan,
malayachal ka abhinav chandan,
mere ur ke ujade van me karunamayee vicharo,
mere maan ke andh tamas me jyotirmayee utaro,
jai jai ma jai ma,jai jai ma jai ma...3

nahi kahi kuch mujh me sunder,
kajal sa kala ye antar,
prano ke gehre gehvar me,mamtamayee viharo,
mere maan ke andh tamas me jyotirmayee utaro,
jai jai ma jai ma,jai jai ma jai ma...3

1 comment:

Unknown said...

http://www.totalbhakti.com/kiritbhaiji.php?video_id=255&title=itra_na_jindgi_par